Pyar
INSAN se kro
uski AADAT se nhi
Rutho
unki BATO se
unse nhi
Bhulo
unki GALTIYO ko
unhe nhi
Qki Aap se BADHKAR
is Duniya me kuch nhi.
Hai afsana i have same bike R15 and fazer
Hai afsana i have same bike R15 and fazer
Kisi Ko Apni Khoobion Ka Ehsaas Nahin Hota,
Aap Jaisa Dostoon Ka Milna Itifaaq Nahin Hota,
Achha Kuch Kia HoGa Hum Ne,
Warna Aap Ho Sath Humaray Yeh Yaqeen Nahin Hota…
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai…
Dard jitna hai meri nigahon me,
na de khuda kisiki raho me,
bitana chahte they zindagi jinki bahon me
Shayad maut bhi na mil payegi unki panaho me…
Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai?
tu sitam kar le, teri taqkat jaha tak hai,
wafe ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,
humein toh dekhna hai, tu zalim kaha tak hai?
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته ومغفرته واجرٌكريم
Assalaam O Alikum warahmatullahi wabarakatuhu....
بسم الله الرحمن الرحيم
..” HAZRAT MUSA ALAIHISSALAM NE ALLAH SE ARZ KIYA KE
''AI KHUDA BAHUT HI ACHA HOTA KE CHAR CHEEZEIN HOTY, OUR CHAR CHEEZEIN NA HOTY....
ZINDAGI HOTY, MAUT NA HOTY,
JANNAT HOTY, DOZAKH NA HOTY,
DAULAT HOTY, TANGDASTI NA HOTY,
SEHAT HOTY, BIMARI NA HOTY....
GHAYAB SE AWAZ AYE...
''AGAR MAUT NA HOTI TO MERA DEEDAR NA HOTA, AGAR TANGDASTI NA HOTI TO MERA SHUKAR KAUN ADA KARTA.
AGAR DOZAKH NA HOTI TO MERE AZAB SE KAUN DARTA.
AGAR BIMARI NA HOTI TO MUJHE YAADKAUN KARTA
would u like to chat with me and give me permission to chat with you so can we chat
No measure of time with you will be long enough, but we'll start with forever.
♥♥Ehsaas-e-Aarzu ko dil se mita na sakoge,
Bhulna chaho hame bhula Na sakoge,
Ye chirag-e-Mohabbat dil se jalaya hai humne,
Jal jayoge Magar Bhuja Na sakoge!!!♥♥
♥♥Ek Lafz
Unko Sunane Ke Liye
Kitne Alfaz Likhe
Humne Zamane K Liye
Unka Milna Hi Mukadar
Me Na Tha
Warna
Kya Kuch Nhi Kiya
Unko Pane Ke Liye♥♥
Hazaro khushiya kum hai, zindagi ko ragin banane ke liye
Aur ek ghum bohot hai, zindagi ko bigarne ke liye
Hazaro phool kam hai dulhan ko sajane ke liye
Aur ek phool bohot hai, kabar pe charane ke liye..